Saturday 20 September 2014

// // Leave a Comment

दलित शब्द का निर्माता कौन है ?-KAVITA TAYDE

Q-1 दलित शब्द का निर्माता कौन है ?
Who is the Creator of Dalit word ?
Q-2 डॉ. बाबासाहेब अम्बेडकर के दुश्मन कौन है ?
Who is the enemies of Dr. Babasaheb Ambedkar ?
Both question have same Answer. दोनों सवाल का एक ही जवाब है.
डॉ. बाबासाहेब अम्बेडकरजी के समाचार पत्र News Paper of Dr. Babasaheb Ambedkar
1. Muknayak मुकनायक
2. Bahishkrut Bharat
बहिष्कृत भारत 
3. Samta
समता
4. janta
जनता
डॉ. बाबासाहेब अम्बेडकरजी के सामाजिक, धार्मिक और राजनीतिक संगठन
Social, Religious and Political organisation of Dr. Babasaheb Ambedkar
1.Bahishkrut hitkarini sabha
2. Samaj Samta Sangh
3. Samata Sainik Dal
4. Independent Labour Party,
5. Scheduled Castes Federation
6. Buddhist Society of India
डॉ. बाबासाहेब अम्बेडकरजी के कुछ किताबें
Riddles in Hinduism
Who were the shudras ? ;
The untouchables
What Congress and Gandhi have done to the untouchables
दलित शब्द के समर्थक डॉ. बाबासाहेब अम्बेडकरजी के अनुयायी हो सकते ?
Can the supporter of Dalit words be follower Dr. Babasaheb Ambedkar ?
इस के बावजूद हम कहने की हिम्मत कर सकते
in spite of this, can we dare to say
डॉ. बाबासाहेब अम्बेडकर ने हमारे लिए दलित शब्द का इस्तेमाल किया ? 
Dr. Babasaheb Ambedkar said Dalit word for us ?
डॉ. बाबासाहेब अम्बेडकर दलितो के ya बहुजन के मसीहा है ?
डॉ.बाबासाहेब अम्बेडकरजी का भारत का संविधान
बहुजन हीताय बहुजन सुखाय पर आधारित है ?
ya
दलित हीताय दलित सुखाय पर आधारित है ?
Q-1 दलित शब्द का निर्माता कौन है?
Who is the Creator of Dalit word ?
Q-2 डॉ. बाबासाहेब अम्बेडकर के दुश्मन कौन है?
Who is the enemies of Dr. Babasaheb Ambedkar ?
Both question have same Answer. दोनों सवाल का एक ही जवाब है.
Babasahab ne kabhibhi Dalit shabd ka istemal (USE) nahi kiya,
kyo aap ko maloom hai Babasahab ne koi sanghatan,news paper dalit nam lekar banaya agar aap ko maloom ho to uska nam bataye .
Babasahab ne hamare logo ke liye jo word use kiye hai vo hai Bahishkrut ( Bahishkrut bharat nam ka saptahik nikala, Bahishkrut Hitkarini sabha ye samajik sanghatan banaya) ,
Out Caste mean varna bahya, jo Chaturvarna vyavastha me nahi hai.
Depressed Class mean Dabaye gaye log, dabe huye nahi Dabaye gaye aur dabe huye in dono shabd me bahut bada fark hai.
Scheduled Caste in Constitution of India and
Buddhist at the time of convertion to Buddha Dhamma.
unhone all India scheduled caste Federation banaya jo unka Nationalise Sanghatan hai, jiske badaulat hame constitutional Fundamental rights mile aur
hame Buddhi, paisa samay mila hai aur hum yaha tak pahuche.
Aur kuch log Dalit shabd ka use karke dushman ki boli bol rahe hai, apne Rajnaitik Swarth ke liye
kya Dalit sanghatan Babasahab ke uddesh Annihilation of Caste kar payenga ?
Dalit shabd ye shabd hamare Dushman ka istemal kiya hua word hai .
Babasahab ka hamare loge ke aajadi ke liye chal raha Samajik Andolan ko kamjor karane ke liye congress ne Dalit shabd ka nirman kiya hame vibhajit karne ke liye (Divide and rule).
Hamare log Baba ko manate hai Baba ki nahi manate, hamare logo ko confuse karane ka kam karate hai,
Babasahab ne hame Sanvidhanik Mulbhut adhikar diye, jo Hajaro salose hame nakare gaye the.
magar Kuch log apne Swarth aur Mahatvakasha ko pura karne ke liye Babasahab ke uddesh aur Vichardhara se beimani karte hai.
Sanvidhanik Mulbhut adhikar ka Sadhan Babasahab ne hame diya hai us sadhan ka istemal hamare upar hajaro salo se thopi gayi Samajik Gulami ( Caste) ko khatma karane ke liye hame karna hai.
Use Constitutional Fundamental Rights for Destroy of Our Social Slavery.
hamari constitutional recognisation Scheduled caste in Article 341 and
Dhamm pahchan Buddhist hai.
Jai Bhim.(COPY FORM KAVITA TAYDE)
Top of Form

Bottom of Form


0 comments:

Post a Comment